Friday, September 16, 2011

AB SAPNE TUMHARE HAIN,
BAATEIN TUMHARI HAI.
TUM HI TO HO MERI DHARKAN,
AB HAR SAANSE TUMHARI HAIN


..

Tuesday, September 13, 2011

Yu to mohabbat ka ilm nahi mujhe, 
tumhe dekhta hun to iske hone ka ahshash hota hai
Badal ke duniya meri, wo kehte hain tum badal gaye. 
Mita ke pyar ki nishaniya meri, wo kehte hain, tum badal gaye

Friday, September 9, 2011

AANKHE BAND KAR LO APNI,
INHE DEKHTA HUN TO DIWANA HO JATA HUN

Wednesday, September 7, 2011

Socha hai kai bar kar du izhar-e-mohabbat, 
par roka hai khud ko is dar se ki kahin wo na na kar de.
Muskil hai labo pe lani teri bat, 
par kya karu aankhe to keh deti hai dil ka haal

Monday, August 29, 2011

Mana mai bura hun, 
yu haqiqat me na ho na sahi, 
mere khwabon me milne aa jaya karna. 
Bhul to tum bhi nahi paoge, 
yaad karne hi sahi, 
mere khyalo me tum aa jaya karna.
Meri bhavnaye hi meri milkiyat hai, 
agar bedakhal karna ho to inhe thokar laga dena

Friday, August 5, 2011

Yu to mohabbat na karta kabhi, 
tune is kadar dekha mujhe ki khud pe kabu na raha
Ye mohabbat hi hai teri jo rok leti hai rahen,
warna alvida is jindagi ko kai bar hi kiya hai humne